Hello friends !
Little Help me aaj aap janege kaise online bus ticket booking ki jati hai? Dosto aajkal aapne dekha hoga ki log kahi se kisi bhi time apni bus booking kar lete hai or wo bhi apni choice ki seat ke sath. Dosto Online Bus booking se hume extra Discount bhi milta hai or time bhi save hota hai. Waise Bus booking ki bahut si site hai jinme Fastticket Paytm Redbus etc hai. Aaj hum aapko PayTM se bus booking kaise karte hai iske bare me btayege. Is Post me aapko Vistar Purwak bta rha hu isliye steps jyada but aap read karne ke baad 5 minute me apni bus booking kar lege wo bhi aasani se hai..
1. Go to Paytm Click Here
2. Click Bus Tickets
4. To (Destination) me us city ka Name enter kare jaha aapko jana hai
7. Ab Search Bus Par Click kare
8. Apni Manpasand (Favorite) Bus Select kare or Us click kare
10. Aapko jis Jagah se Bus Me Baithna hai ( Pick Your Boarding Point ) Use Select Kare or Ok Par Click Kare
11. Ab Apna Naam , Age , Mobile Number or Email fill kare or Agree par tick karke Proceed par click kare


13. Proceed to Pay par click kar
14. Aap Debit Card / Credit Card / Netbanking / IMPS ke jariye apna payment pay kar sakte hai.
15. Payment Successfully Kare
15. Payment Successfully Kare
16. Ab Aap Your Order Me jakar apni Bus Ticket ka Print le sakte hai.
ये भी पढ़े IRCTC Account Easily Kaise Create kare?
Is tarh aapne jana ki kaise Online Bus ticket Book ki jati hai. Aapko Online Bus Ticket Booking ke sambandh (Related) me khuch bhi Puchna ho ya fir koi bhi Question ho to hume comment Box me send kare..
ये भी पढ़े IRCTC Account Easily Kaise Create kare?
Is tarh aapne jana ki kaise Online Bus ticket Book ki jati hai. Aapko Online Bus Ticket Booking ke sambandh (Related) me khuch bhi Puchna ho ya fir koi bhi Question ho to hume comment Box me send kare..
No comments:
Post a Comment